“Tere Liye Hum Hai Jiye Lyrics” sung by Lata Mangeshkar, Roop Kumar Rathod from the movie Veer-Zaara represents the English Music Ensemble. The name of the song is Tere Liye by Javed Akhtar.
Tere Liye Hum Hai Jiye Lyrics
Tere liye hum hain jiye
Honthon ko siye
Tere liye hum hain jiye
Har aansu piye
Dil mein magar jalte rahein
Chaahat ke diye tere liye, tere liye
Tere liye hum hain jiye
Har aansu piye
Tere liye hum hain jiye
Honthon ko siye
Dil mein magar jalte rahein
Chaahat ke diye tere liye, tere liye
Zindagi le ke aayi hai beete din ki kitaab
Zindagi le ke aayi hai beete din ki kitaab
Ghere hain ab hamein yaadein behisab
Bin pooche mile mujhe kitne saare jawab
Chaha tha kya, paya hai kya humne dekhiye
Dil mein magar jalte rahein
Chaahat ke diye tere liye, tere liye
Kya kahun duniya ne kiya mujhse kaisa bair
Kya kahun duniya ne kiya mujhse kaisa bair
Hukum tha main jiyun lekin tere baghair
Nadaan hain woh kehte hain jo
Mere liye tum ho gair
Kitne sitam hum pe sanam logon ne kiye
Dil mein magar jalte rahein
Chaahat ke diye tere liye, tere liye
Tere liye hum hain jiye
Honthon ko siye
Tere liye hum hain jiye
Har aansu piye
Dil mein magar jalte rahein
Chaahat ke diye tere liye, tere liye
Tere liye, tere liye x (2)
Video Song
This is the end of “Tere Liye Hum Hai Jiye Lyrics”.
If you have any suggestion or correction in the Lyrics, Please contact us or comment below.