Hind Desh Ka Pyara Jhanda Lyrics – Yugma Singh

Hind Desh Ka Pyara Jhanda Lyrics sung by Yugma Singh represents the Hindi Music Ensemble. The name of the song is Hind Desh Ka Pyara Jhanda by Yugma Singh.

Hind Desh Ka Pyara Jhanda Lyrics

Hind Desh Ka Pyara Jhanda Lyricshind Desh Ka Pyara Jhanda Uncha Sada Rahega
Hind Desh Ka Pyara Jhanda Uncha Sada Rahega
Uncha Sada Rahega Jhanda, Uncha Sada Rahega
Uncha Sada Rahega Jhanda, Uncha Sada Rahega..

Hind Desh Ka Pyara Jhanda Uncha Sada Rahega (X2)

Shaan Hamari Ye Jhanda Hai Ye Armaan Hamara
Ye Bal-paurush Hai Sadiyon Ka Ye Balidan Hamara
Jeevan Deep Banega Ye Andhiyara Door Karega
Uncha Sada Rahega Jhanda, Uncha Sada Rahega..

Hind Desh Ka Pyara Jhanda Uncha Sada Rahega (X2)

Aasmaan Mein Fahraye Ye Sagar Mein Laharaye
Jahan-jahan Jaye Ye Jhanda Ye Sandesh Sunaye
Hai Azad Hind Ye Duniya Ko Azad Karega
Uncha Sada Rahega Jhanda, Uncha Sada Rahega..

Hind Desh Ka Pyara Jhanda Uncha Sada Rahega (X2)

Kesariya Bal Bharne Wala Saada Hai Sachai
Hara Rang Hai Hari Hamari Dharti Ki Angdai
Kehta Hai Yah Chakra Hamara Kadam Kabhi Na Rukega
Uncha Sada Rahega Jhanda, Uncha Sada Rahega..

Hind Desh Ka Pyara Jhanda Uncha Sada Rahega (X2)

Ham Kitne Sukh Sapne Lekar Isko Fahrate Hain
Iss Jhande Par Mar Mitne Ki Kasam Sada Khate Hain
Hind Desh Ka Yah Jhanda Ghar-ghar Mein Lehrayega
Uncha Sada Rahega Jhanda, Uncha Sada Rahega..

Hind Desh Ka Pyara Jhanda Uncha Sada Rahega

Uncha Sada Rahega Jhanda, Uncha Sada Rahega
Uncha Sada Rahega Jhanda, Uncha Sada Rahega
Uncha Sada Rahega
Uncha Sada Rahega

Video Song

This is the end of Hind Desh Ka Pyara Jhanda Lyrics.

If you have any suggestion or correction in the Lyrics, Please contact us or comment below.

Leave a Comment