Aankhon Mein Aankhein Teri Lyrics – Jab We Met

Aankhon Mein Aankhein Teri Lyrics - Jab We Met
Aankhon Mein Aankhein Teri Lyrics – Jab We Met

Aankhon Mein Aankhein Teri Lyrics” sung by Mohit Chauhan from the movie Jab We Met represents the Hindi Music Ensemble. The lyrics of the song “Aankhon Mein Aankhein Teri” was written by Irshad Kamil. The music to the song was given by Pritam. This song features Kareena Kapoor & Shahid Kapoor.

Aankhon Mein Aankhein Teri Lyrics in English

Na hai yeh pana
Na Khona hi hai
Tera Na hona jane
Kyun hona hi hai

Tum se hi din hota hai
Surmaiye shaam aati
Tumse hi tumse hi

Har ghari saans aati hai
Zindagi kehlati hai
Tumse hi tumse hi

Na hai yeh pana
Na Khona hi hai
Tera Na hona jane
Kyun hona hi hai

Aankhon mein ankhen teri
Bahoon mein baahein teri
Mera na mujh mein kuch raha hua kya
Baaton mein baatein teri
Raatein saugatein teri
Kyun tera sab yeh ho gaya
hua kya

Mein kahin bhi jata hoon
Tumse hi mil jata hoon
Tumse hi tumse hi

Shoor mein khamoshi hai
Thodi se Behoshi hai
Tum se hi tum se hi

Aadha sa wada kabhi
Aadhe se zayada kabhi
Jee chahe karlu is trah wafa ka
Chode na chote kabhi
Tode na tute kabhi
Jo dhaga tumse jud gaya wafa ka

Mein Tera sarmaya hoon
Jo bhi mein ban paya hoon
Tumse hi tumse hi
Raste miljate hai
Manzile miljati hai
Tumse hi tumse hi

Na hai yeh pana
Na Khona hi hai
Tera Na hona jane
Kyun hona hi hai

Aankhon Mein Aankhein Teri – Song Description

Song NameTum Se Hi
SingerMohit Chauhan
LyricsIrshad Kamil
MusicPritam
StarringKareena Kapoor & Shahid Kapoor
Music LabelT-Series

Aankhon Mein Aankhein Teri – Video Song

Lyrics written by:- Irshad Kamil

This was the lyrics of the song Aankhon Mein Aankhein Teri by Mohit Chauhan.

If you have any suggestion or correction in the Lyrics, Please contact us or comment below.

Leave a Comment