“Phoolo Ka Taro Ka Sabka Kehna Hai Song Lyrics” sung by Lata Mangeshkar represents the Hindi Music Ensemble. The name of the song is Phoolon Ka Taaron Ka Sabka Kehna Hai.
Phoolo Ka Taro Ka Sabka Kehna Hai Song Lyrics
Phoolon ka taron ka sabka kehna hai Ek hazaron mein meri behna hai Saari umar humein sang rehna hai x (2)
Phoolon ka taron ka sabka kehna hai
Jab se meri aankhon se ho gayi tu door Tab se saare jeevan ke sapne hain choor x (2)
Aankhon mein neend na mann mein chaina hai Ek hazaron mein meri behna hai
Saari umar humein sang rehna hai Phoolon ka taron ka sabka kehna hai Yeh na jaana duniya ne tu hai kyon udaas Teri pyaasi aakhon mein pyar ki hai pyaas Aa mere paas aa keh jo kehna hai Ek hazaron mein meri behna hai Saari umar humein sang rehna hai Phoolon ka taron ka sabka kehna hai
Dekho hum tum donon hain ik daali ke phool Main na bhoola tu kaise mujhko gayi bhool x (2)
Aa mere paas aa, keh jo kehna hai Ek hazaron mein meri behna hai Saari umar humein sang rehna hai Phoolon ka taron ka sabka kehna hai
Jeevan ke dukhon se yoon darte nahi hain Aise bachke sach se ghuzarte nahi hain x (2)
Sukh ki hai chaah to dukh bhi sehna hai Ek hazaron mein meri behna hai Saari umar humein sang rehna hai
Bholi bhali japani gudiya jaisi tu Pyaari pyaari jadoo ki pudiya jaisi tu x (2)
Daddy ka mummy ka sabka kehna hai Ek hazaron mein meri behna hai Saari umar humein sang rehna hai Phoolon ka taron ka sabka kehna hai
Phoolon ka taron ka sabka kehna hai Ek hazaron mein meri behna hai
Ek hazaron mein meri behna hai
Video Song
This is the end of “Phoolo Ka Taro Ka Sabka Kehna Hai Song Lyrics”.
If you have any suggestion or correction in the Lyrics, Please contact us or comment below.