Hasna Hai Kabhi Rona Hai Kismat Ka To Yahi Fasana Hai Lyrics

Hasna Hai Kabhi Rona Hai Kismat Ka To Yahi Fasana Hai Lyrics” sung by Kumar Sanu represents the Hindi Music Ensemble. The lyrics of the song Hasna Hai Kabhi Rona Hai Kismat Ka To Yahi Fasana Hai” was written by Maya Govind. The music to the song was given by Dilip Sen Sameer Sen.

Hasna Hai Kabhi Rona Hai Kismat Ka To Yahi Fasana Hai Lyrics

Hasna Hai Kabhi Rona Hai Khona Hai Kabhi Paana Hai…
Kismat Ka To Yahi Fashana Hai ,kismat Ka To Yahi Fashana Hai…
Samjha Hai Yahi Jaana Hai Har Lamha Anjaana Hai …
Kismat Ka To Yahi Fashana Hai Kismat Ka To Yahi Fashana Hai….

Koi Kahe Chandi Koi Kahe Sona .insha Hai Mitti Ka Khilona …
Koi Kahe Chandi Koi Kahe Sona .insha Hai Mitti Ka Khilona…
Jivan To Hai Ek Safar Ho Kab Khatm Ho Kya Khabar Kya Khabar..
Ek Pal Main Yaha Jina Hai Duje Pal Marjaana Hai …
Kismat Ka To Yahi Fshana Hai Kismat Ka To Yahi Fashana Hai….

Kahbi Hai Sawar Na Kabhi Hai Bikhar Na Kabhi To Hai Milnakabhi Hai Bichadna …
Kahbi Hai Sawar Na Kabhi Hai Bikhar Na Kabhi To Hai Milna Kabhi Hai Bichadna …
Rishtey Hai Kyun Ajnabee….. Ho Dushwaar Hai Zindagi Zindagi…
Usljhan Ke Daago Ko Jivan Bhar Suljhana Hai ….
Kismat Ka To Yahi Fashana Hai .kismat Ka To Yahi Fashana Hai….

Aate Hai Ujale Jaate Hai Andhere Aati Hai Khizae Jaati Hai Bahare….
Aate Hai Ujale Jaate Hai Andhere Aati Hai Khizae Jaati Hai Bahare….
Kismat Yahi Sab Karegi ….ho Honi To Hoke Rahegi Haa Rahegi…
Likha Hai Jo Hona Hai Baaki To Sab Bahana Hai …
Kismat Ka To Yahi Fashana Hai ,kismat Ka To Yahi Fashana Hai….

Dekho Na Ye Kismat Ki Majboori Dil Nahi Chahe Kehna Jaroori…
Dekho Na Ye Kismat Ki Majboori Dil Nahi Chahe Kehna Jaroori…
Kaise Kahe Kya Hua …hay Kehna Bhi Hai Ek Saja Ek Saja….
Ashqo Ke Samundar Main Lafzo Ko Doob Jaana Hai ..
Kismat Ka To Yahi Fashana Hai, Kismat Ka To Yahi Fashana Hai…

Lyrics written by:- Maya Govind

Song Description

Song NameKismat Ka To Yahi Fasana Hai
SingerKumar Sanu
LyricsMaya Govind
MusicDilip Sen Sameer Sen

Video Song

This was the lyrics of the song Hasna Hai Kabhi Rona Hai Kismat Ka To Yahi Fasana Hai by Kumar Sanu.

If you have any suggestion or correction in the Lyrics, Please contact us or comment below.

Leave a Comment